Friendship Story In Hindi Do Friends ek din saath saath Registan Ghumne Nikle Aur Yatra ke Samay chalte chalte kuchh baat pe un Dono ka jhagda hogya Aur Ek Dost be Dusre ko thappad👋 Maar Diya | Aur Thappad Kane wake Dost ko Chot 😞 Lagi Aur Use Dukhh Bhi Hua Lekin Kuchh Bole Bina Wo Niche Baith gya Aur Ret pe Like diya Aaj mere sabse achhe dost ne mujhe Thappad👋 maara fir wo Dono aage chalne Lage | Aage unhone ek jhile dekhi Aur usme snan karne ka faisla kiya|snan karte samay jisne thappd khaya tha vo dost pani me dub ne laga to dusre dost ne use khich ke bahr nikal ke bacha liya fir vo jaise utha vo ek pathar pe likhne laga ki aaj mere sabse ache dost ne mera jivan bachaya to jisne apne dost ko thappad mara tha aur jan bachai thi vo ussese puchne laga ki jab mene tumhe thappd mara to tumne ret pe likha lekin jab mene tumhari jan ...
Motivational quotes in hindi or English, for business, achieve success, for a life, motivation quotes for a student, inspires story"es....